Aaye bhee akelaa, jaaye bhee akelaa

आये भी अकेला, जाये भी अकेला
Work
Year
Language

आये भी अकेला, जाये भी अकेला
दो दिन की ज़िंदगी है, दो दिन का मेला
दो दिन का मेला …

तेरी ज़िंदगी मौज है दो घड़ी की
ये बातें हैं नादाँ सब जीते जी की
सब जीते जी की
ये दुनियाँ हुई है न होगी किसी की
वही एक मंज़िल है हर आदमी की
हर आदमी की
जहाँ सब को जाना पड़ेगा अकेला
दो दिन की ज़िंदगी है, दो दिन का मेला …

एक बार साथ देके साथ न छोड़ना
जान जाये तो जाये दोस्ती न तोड़ना
दोस्ती न तोड़ना
नज़रें न फेर लेना, मुँह को न मोड़ना
दुनियाँ को छोड़ देना, यार को न छोड़ना
यार को न छोड़ना
देखो मनसूर कैसे जान पे खेला
दो दिन की ज़िंदगी है, दो दिन का मेला …

āye bhī akelā, jāye bhī akelā
do din kī ziṅdgī hai, do din kā melā
do din kā melā …

terī ziṅdgī mauj hai do ghaṛī kī
ye bāteṅ haiṅ nādāṇ sab jīte jī kī
sab jīte jī kī
ye duniyāṇ huī hai na hogī kisī kī
vahī ek maṅzil hai har ādmī kī
har ādmī kī
jahāṇ sab ko jānā paṛegā akelā
do din kī ziṅdgī hai, do din kā melā …

ek bār sāth deke sāth na chhoṛnā
jān jāye to jāye dostī na toṛnā
dostī na toṛnā
nazreṅ na pher lenā, muṇh ko na moṛnā
duniyāṇ ko chhoṛ denā, yār ko na chhoṛnā
yār ko na chhoṛnā
dekho mansūr kaise jān pe khelā
do din kī ziṅdgī hai, do din kā melā …