Aaye bahaar banke lubhaakar chale gae

आये बहार बनके लुभाकर चले गए
Work
Year
Language

आये बहार बनके लुभाकर चले गए
क्या राज़ था जो दिल में छुपाकर चले गए

कहने को वो हसीन थे आँखें थीं बेवफा
दामन मेरी नज़र से बचाकर चले गए

इतना मुझे बताओ मेरे दिल की धडकनों
वो कौन थे जो ख़्वाब दिखाकर चले गए

āye bahār banke lubhākar chale gae
kyā rāz thā jo dil meṅ chhupākar chale gae

kahne ko vo hasīn the āṇkheṅ thīṅ bevphā
dāman merī nazar se bachākar chale gae

itnā mujhe batāo mere dil kī dhaḍaknoṅ
vo kaun the jo khvāb dikhākar chale gae