Aayaa aayaa atriyaa pe koee chor

आया आया अटरिया पे कोई चोर्
Year
Language

आया आया अटरिया पे कोई चोर - 3
ओ भाभी आना ज़रा दीपक जलाना - 2
(देखो बलम हैं या कोई और
डर गई मैं के मर गई मैं
के आया आया अटरिया पे कोई चोर) - 2

मन ऊपर नीचे, खिड़की के पीछे, अँखियों के नीछे
बैठी मैं सोचूँ साँवरी, फिर का करूँ मैं बावरी
बैरी बलम हो तो चुप रहूँ मैं -2
दूजा कोई हो मचा दूँ मैं शोर
आया आया …

धोखा खाया है, जी घबराया है, कोई आया है
नैनों में नैन जब गए, आंगन में कंगन बज गए
मैं नाची ऐसे, कठपुतली जैसे
ना जाने खेंची है किसने डोर
आया आया …

सौ मतदारी, कारी कजरारी, सैंया मैं हारी
देता दिखाई कुछ नहीं, छुप ना गया हो वो कहीं
घर में छिपा तो जाएगा पकड़ा - 2
मन में छिपा तो फिर क्‌या है ज़ोर
आया आया …

āyā āyā aṭriyā pe koī chor - 3
o bhābhī ānā zarā dīpak jalānā - 2
(dekho balam haiṅ yā koī aur
ḍar gaī maiṅ ke mar gaī maiṅ
ke āyā āyā aṭriyā pe koī chor) - 2

man ūpar nīche, khiṛkī ke pīchhe, aṇkhiyoṅ ke nīchhe
baiṭhī maiṅ sochūṇ sāṇvrī, phir kā karūṇ maiṅ bāvrī
bairī balam ho to chup rahūṇ maiṅ -2
dūjā koī ho machā dūṇ maiṅ śhor
āyā āyā …

dhokhā khāyā hai, jī ghabrāyā hai, koī āyā hai
nainoṅ meṅ nain jab gae, āṅgan meṅ kaṅgan baj gae
maiṅ nāchī aise, kaṭhputlī jaise
nā jāne kheṅchī hai kisne ḍor
āyā āyā …

sau matdārī, kārī kajrārī, saiṅyā maiṅ hārī
detā dikhāī kuchh nahīṅ, chhup nā gayā ho vo kahīṅ
ghar meṅ chhipā to jāegā pakaṛā - 2
man meṅ chhipā to phir k‌yā hai zor
āyā āyā …