आवाज़ देके हमें तुम बुलाओ, मोहब्बत में इतना ना हमको सताओ
लता: आवाज़ देके हमें तुम बुलाओ
मोहब्बत में इतना ना हमको सताओ
अभी तो मेरी ज़िंदगी है परेशां
कहीं मर के हो खाक भी न परेशां
दिये की तरह से न हमको जलाओ
मोहब्बत में इतना ना हमको सताओ
रफ़ी: मैं सांसों के हर तार में छुप रहा हूँ
मैं धड़कन के हर राग में बस रहा हूँ
ज़रा दिल की जानिब निगाहें झुकाओ
मोहब्बत में इतना ना हमको सताओ
लता: ना होंगे अगर हम तो रोते रहोगे
सदा दिल का दामन भिगोते रहोगे
जो तुम पर मिटा हो उसे ना मिटाओ
मोहब्बत में इतना ना हमको सताओ
रफ़ी: आवाज़ देके हमें तुम बुलाओ
मोहब्बत में इतना ना हमको सताओ
latā: āvāz deke hameṅ tum bulāo
mohabbat meṅ itnā nā hamko satāo
abhī to merī ziṅdgī hai pareśhāṅ
kahīṅ mar ke ho khāk bhī na pareśhāṅ
diye kī tarah se na hamko jalāo
mohabbat meṅ itnā nā hamko satāo
rafī: maiṅ sāṅsoṅ ke har tār meṅ chhup rahā hūṇ
maiṅ dhaṛkan ke har rāg meṅ bas rahā hūṇ
zarā dil kī jānib nigāheṅ jhukāo
mohabbat meṅ itnā nā hamko satāo
latā: nā hoṅge agar ham to rote rahoge
sadā dil kā dāman bhigote rahoge
jo tum par miṭā ho use nā miṭāo
mohabbat meṅ itnā nā hamko satāo
rafī: āvāz deke hameṅ tum bulāo
mohabbat meṅ itnā nā hamko satāo