आवाज़ दे कहाँ है, दुनिया मेरी जवां है
आवाज़ दे कहाँ है, दुनिया मेरी जवां है
आबाद मेरे दिल में उम्मीद का जहां है, दुनिया मेरी जवां है
आ रात जा रही है यूँ जैसे चाँदनी की बारात जा रही है
चलने को अब फलक से तारों का कारवाँ है
ऐसे में तू कहाँ है ? दुनिया मेरी जवां है
किस्मत पे छा रही है क्यों रात की सिहाई
वीरां हैं मेरी नींदे, तारों से ले गवाही
बरबाद मैं यहाँ हूँ, आबाद तू कहाँ है
बेदर्द आसमां है, दुनिया मेरी जवां है
āvāz de kahāṇ hai, duniyā merī javāṅ hai
ābād mere dil meṅ ummīd kā jahāṅ hai, duniyā merī javāṅ hai
ā rāt jā rahī hai yūṇ jaise chāṇdnī kī bārāt jā rahī hai
chalne ko ab phalak se tāroṅ kā kārvāṇ hai
aise meṅ tū kahāṇ hai ? duniyā merī javāṅ hai
kismat pe chhā rahī hai kyoṅ rāt kī sihāī
vīrāṅ haiṅ merī nīṅde, tāroṅ se le gavāhī
barbād maiṅ yahāṇ hūṇ, ābād tū kahāṇ hai
bedard āsmāṅ hai, duniyā merī javāṅ hai