आवाज़ दे कहाँ है दुनिया मेरी जवाँ है
आवाज़ दे कहाँ है दुनिया मेरी जवाँ है
आबाद मेरे दिल में उम्मीद का जहाँ है
दुनिया मेरी जवाँ है …
आ रात जा रही है
यूं जैसे चाँदनी की
बारात जा रही है
चलने को अब फ़लक से
तारों का कारवाँ है
ऐसे में तू कहाँ है
दुनिया मेरी जवाँ है …
किस्मत पे छा रही है
क्यों रात की सियाही
वीराँ है मेरी नींदें
तारों से ले गवाही
बरबाद मैं यहाँ हूँ
आबाद तू कहाँ है
बेदर्द आसमाँ है …
आवाज़ दे कहाँ है …
āvāz de kahāṇ hai duniyā merī javāṇ hai
ābād mere dil meṅ ummīd kā jahāṇ hai
duniyā merī javāṇ hai …
ā rāt jā rahī hai
yūṅ jaise chāṇdnī kī
bārāt jā rahī hai
chalne ko ab falak se
tāroṅ kā kārvāṇ hai
aise meṅ tū kahāṇ hai
duniyā merī javāṇ hai …
kismat pe chhā rahī hai
kyoṅ rāt kī siyāhī
vīrāṇ hai merī nīṅdeṅ
tāroṅ se le gavāhī
barbād maiṅ yahāṇ hūṇ
ābād tū kahāṇ hai
bedard āsmāṇ hai …
āvāz de kahāṇ hai …