Aavaaraa hoon, aavaaraa hoon

आवारा हूँ, आवारा हूँ
Work
Year
Language

आवारा हूँ, आवारा हूँ
या गर्दिश में हूँ, आसमान का तारा हूँ

घरबार नहीं, संसार नहीं
मुझसे किसीको प्यार नहीं
उस पार किसीसे मिलने का इकरार नहीं
सुनसान नगर, अन्जान डगर का प्यारा हूँ

आबाद नहीं बरबाद सही
गाता हूँ खुशी के गीत मगर
ज़ख़्मों से भरा सीना है मेरा
हँसती है मगर ये मस्त नज़र
दुनिया, दुनिया मैं तेरे तीर का या तकदीर का मारा हूँ

āvārā hūṇ, āvārā hūṇ
yā gardiśh meṅ hūṇ, āsmān kā tārā hūṇ

gharbār nahīṅ, saṅsār nahīṅ
mujhse kisīko pyār nahīṅ
us pār kisīse milne kā ikrār nahīṅ
sunsān nagar, anjān ḍagar kā pyārā hūṇ

ābād nahīṅ barbād sahī
gātā hūṇ khuśhī ke gīt magar
zakhmoṅ se bharā sīnā hai merā
hṇstī hai magar ye mast nazar
duniyā, duniyā maiṅ tere tīr kā yā takdīr kā mārā hūṇ