Aavaaraa ai mere dil

आवारा ऐ मेरे दिल
Year
Language

आवारा ऐ मेरे दिल
जाने कहाँ है तेरी मंज़िल

वीरानों में, सहराओं में
आते जाते इन राहों में
तेरे इशारों पर, नाची मैं जीवनभर

कैसे कैसे तूफाँ आये
बिजली चमकी बादल छाए
पर ना रुके हम तुम
पर ना झुके हम तुम

रात और दिन के ये दो चेहरे
कब तक पहनूँ, कुछ तो कह रे
कौन हूँ मैं क्या हूँ, सच हूँ की साया हूँ

āvārā ai mere dil
jāne kahāṇ hai terī maṅzil

vīrānoṅ meṅ, sahrāoṅ meṅ
āte jāte in rāhoṅ meṅ
tere iśhāroṅ par, nāchī maiṅ jīvnabhar

kaise kaise tūphāṇ āye
bijlī chamkī bādal chhāe
par nā ruke ham tum
par nā jhuke ham tum

rāt aur din ke ye do chehre
kab tak pahnūṇ, kuchh to kah re
kaun hūṇ maiṅ kyā hūṇ, sach hūṇ kī sāyā hūṇ