आवाज़ दे के हमें तुम बुलाओ
मोहब्बत में इतना न हम को सताओ
अभी तो मेरी जिंदगी है परेशान
कहीं मर के हो ख़ाक भी ना परेशान
दिये की तरह से न हम को जलाओ
मैं साँसों के हर तार में छूप रहा हूँ
मैं धड़कन के हर राग में बस रहा हूँ
ज़रा दिल की जानिब निगाहें झुकाओ
न होंगे अगर हम तो रोते रहोगे
सदा दिल का दामन भिगोते रहोगे
जो तुम पर मिटा हो उसे ना मिटाओ
āvāz de ke hameṅ tum bulāo
mohabbat meṅ itnā na ham ko satāo
abhī to merī jiṅdgī hai pareśhān
kahīṅ mar ke ho ख़āk bhī nā pareśhān
diye kī tarah se na ham ko jalāo
maiṅ sāṇsoṅ ke har tār meṅ chhūp rahā hūṇ
maiṅ dhaṛkan ke har rāg meṅ bas rahā hūṇ
zarā dil kī jānib nigāheṅ jhukāo
na hoṅge agar ham to rote rahoge
sadā dil kā dāman bhigote rahoge
jo tum par miṭā ho use nā miṭāo