आते जाते पहलू में आया कोई
आते जाते पहलू में आया कोई
मेरे दिल बतला न छुपा
आज से मैं तुझे दिल कहूँ या दिलरुबा
तेरी सुनूँ और सुनती रहूँ
मैं अपनी तड़प छुपा लूँ
फिर भी कहाँ तक सब्र करूँ
मैं खुद को कितना संभालूँ
आते जाते …
मस्त नज़र तूने ये क्या किया
लिया ये कौन सा बदला
है ये शराब-ए-नज़र का असर
कि मुझे दिल भी न संभला
आते जाते …
तेरा तसव्वुर तेरा ही ग़म
लबों पे अब तेरा तराना
नींद से भी अब कहती हूँ मैं
तू उनको ख़्वाब में लाना
आते जाते …
āte jāte pahlū meṅ āyā koī
mere dil batlā na chhupā
āj se maiṅ tujhe dil kahūṇ yā dilrubā
terī sunūṇ aur suntī rahūṇ
maiṅ apnī taṛap chhupā lūṇ
phir bhī kahāṇ tak sabr karūṇ
maiṅ khud ko kitnā saṅbhālūṇ
āte jāte …
mast nazar tūne ye kyā kiyā
liyā ye kaun sā badlā
hai ye śharāb-e-nazar kā asar
ki mujhe dil bhī na saṅbhlā
āte jāte …
terā tasavvur terā hī ġham
laboṅ pe ab terā tarānā
nīṅd se bhī ab kahtī hūṇ maiṅ
tū unko khvāb meṅ lānā
āte jāte …