आते जाते हुए मैं सब पे नज़र रखता हूँ, नाम अब्दुल है
या अली!!!
(आते जाते हुए मैं सब पे नज़र रखता हूँ -2
नाम अब्दुल है मेरा, क्या?
हो, नाम अब्दुल है मेरा, सब की ख़बर रखता हूँ -2) -2
(किसने लिया किसने दिया, किसने कहाँ माल छुपा रखा है
मैं ने इस दिल में सारी दुनिया का, हाल छुपा रखा है) -2
बोल सकता हूँ ज़ु.बान, बंद मगर रखता हूँ -2
नाम अब्दुल है मेरा …
(सर किसीके सामने झुक जाए मेरा, ये मुझे मंज़ूर नहीं
आ पड़े वक़्त तो मौत आए सही, पर मैं मजबूर नहीं) -2
जान पर खेल जाऊँ, मैं वो जिगर रखता हूँ -2
नाम अब्दुल है मेरा …
yā alī!!!
(āte jāte hue maiṅ sab pe nazar rakhtā hūṇ -2
nām abdul hai merā, kyā?
ho, nām abdul hai merā, sab kī khabar rakhtā hūṇ -2) -2
(kisne liyā kisne diyā, kisne kahāṇ māl chhupā rakhā hai
maiṅ ne is dil meṅ sārī duniyā kā, hāl chhupā rakhā hai) -2
bol saktā hūṇ zu.bān, baṅd magar rakhtā hūṇ -2
nām abdul hai merā …
(sar kisīke sāmne jhuk jāe merā, ye mujhe maṅzūr nahīṅ
ā paṛe vaqt to maut āe sahī, par maiṅ majbūr nahīṅ) -2
jān par khel jāūṇ, maiṅ vo jigar rakhtā hūṇ -2
nām abdul hai merā …