आसमाँ वाले तेरी दुनिया से जी घबरा गया
लत: आसमाँ वाले तेरी दुनिया से जी घबरा गया
चार दिन की चाँदनी मेन ग़म का बादल छा गया
आसमाँ वाले तेरी दुनिया से जी घबरा गया
तलत: आसमाँ वाले तेरी दुनिया से जी घबरा गया
जल गया दिल सोज़-ए-ग़म से, जब कोई याद आ गया
आसमाँ वाले तेरी दुनिया से जी घबरा गया
लत: आग में फूलों की दुनिया ने मेरा तन रख दिया
एक मुरदे को सजाकर नाम दुलहन रख दिया
बोल मालिक ये तमाशा तुझसे क्युन देखा गया
आसमाँ वाले तेरी दुनिया से जी घबरा गया
तलत: किस क़दर नाशाद हूँ बरबाद हूँ वीरान हूँ
रहम कर मुझ पर ख़ुदाया
रहम कर मुझ पर ख़ुदाया, मैं भी एक इनसान हूँ
मौत ही दे दे के अब, शिकवा ज़ुबां पर आ गया
आसमाँ वाले तेरी दुनिया से जी घबरा गया
लत: चार दिन की चाँदनी में ग़म का बादल चा गया
आसमाँ वाले तेरी दुनिया से जी घबरा गया
lat: āsmāṇ vāle terī duniyā se jī ghabrā gayā
chār din kī chāṇdnī men ġham kā bādal chhā gayā
āsmāṇ vāle terī duniyā se jī ghabrā gayā
talat: āsmāṇ vāle terī duniyā se jī ghabrā gayā
jal gayā dil soz-e-ġham se, jab koī yād ā gayā
āsmāṇ vāle terī duniyā se jī ghabrā gayā
lat: āg meṅ phūloṅ kī duniyā ne merā tan rakh diyā
ek murde ko sajākar nām dulahan rakh diyā
bol mālik ye tamāśhā tujhse kyun dekhā gayā
āsmāṇ vāle terī duniyā se jī ghabrā gayā
talat: kis qadar nāśhād hūṇ barbād hūṇ vīrān hūṇ
raham kar mujh par khudāyā
raham kar mujh par khudāyā, maiṅ bhī ek insān hūṇ
maut hī de de ke ab, śhikvā zubāṅ par ā gayā
āsmāṇ vāle terī duniyā se jī ghabrā gayā
lat: chār din kī chāṇdnī meṅ ġham kā bādal chā gayā
āsmāṇ vāle terī duniyā se jī ghabrā gayā