Aasmaan se aayaa pharishtaa, pyaar kaa sabak sikhlaane

आसमान से आया फरिश्ता, प्यार का सबक सिखलाने
Year
Language

आसमान से आया फरिश्ता
प्यार का सबक सिखलाने
दिल में है तस्वीर यार की लाया हूँ वो दिखलाने
कहो प्यार है तुमसे
जा जा
ओ जाना कहो प्यार है तुमसे
जा जा जा

सीखो, ज़रा सीखो अंदाज़ प्यार का हमसे तुम
कर लो, अजी कर लो इक़रार प्यार का हमसे तुम

दिलबर तेरी खातिर मैं चाँद छोड़कर आया हूँ
देने नज़राना, मैं अपने प्यार को लाया हूँ

साया हूँ मैं तेरा, तेरे साथ साथ ही आऊंगा
आशिक़ हूँ मैं तेरा, बाहों से बाँध ले जाऊंगा

āsmān se āyā phariśhtā
pyār kā sabak sikhlāne
dil meṅ hai tasvīr yār kī lāyā hūṇ vo dikhlāne
kaho pyār hai tumse
jā jā
o jānā kaho pyār hai tumse
jā jā jā

sīkho, zarā sīkho aṅdāz pyār kā hamse tum
kar lo, ajī kar lo iqrār pyār kā hamse tum

dilbar terī khātir maiṅ chāṇd chhoṛkar āyā hūṇ
dene nazrānā, maiṅ apne pyār ko lāyā hūṇ

sāyā hūṇ maiṅ terā, tere sāth sāth hī āūṅgā
āśhiq hūṇ maiṅ terā, bāhoṅ se bāṇdh le jāūṅgā