Aasmaan se aayaa farishtaa, pyaar kaa sabak sikhlaane

आसमान से आया फ़रिश्ता, प्यार का सबक सिखलाने
Year
Language

आसमान से आया फ़रिश्ता, प्यार का सबक सिखलाने
दिल में है तसवीर यार की लाया हूँ वो दिखलाने
कहो प्यार है तुम से
जा जा
ओ जाना कहो प्यार है तुम से
जा जा जा

दिलबर तेरी ख़ातिर, मैं चाँद छोड़ कर आया हूँ
ले ले नज़राना, मैं अपने प्यार को लाया हूँ
आसमान से आया फ़रिश्ता …

सीखो, ज़रा सीखो अंदाज़ प्यार का हमसे तुम
कर लो, अरे कर लो इक़रार प्यार का हमसे तुम
आसमान से आया फ़रिश्ता …

साया हूँ मैं तेरा, तेरे साथ-साथ ही आऊँगा
आशिक़ हूँ मैं तेरा, बाहों में बाँध ले जाऊँगा

आसमान से आया फ़रिश्ता, प्यार का सबक सिखलाने
दिल में है तसवीर यार की लाया हूँ वो दिखलाने
कहो प्यार है तुम से
हाँ हाँ
ओ जाना कहो प्यार है तुम से
हाँ है …

āsmān se āyā fariśhtā, pyār kā sabak sikhlāne
dil meṅ hai tasvīr yār kī lāyā hūṇ vo dikhlāne
kaho pyār hai tum se
jā jā
o jānā kaho pyār hai tum se
jā jā jā

dilbar terī khātir, maiṅ chāṇd chhoṛ kar āyā hūṇ
le le nazrānā, maiṅ apne pyār ko lāyā hūṇ
āsmān se āyā fariśhtā …

sīkho, zarā sīkho aṅdāz pyār kā hamse tum
kar lo, are kar lo iqrār pyār kā hamse tum
āsmān se āyā fariśhtā …

sāyā hūṇ maiṅ terā, tere sāth-sāth hī āūṇgā
āśhiq hūṇ maiṅ terā, bāhoṅ meṅ bāṇdh le jāūṇgā

āsmān se āyā fariśhtā, pyār kā sabak sikhlāne
dil meṅ hai tasvīr yār kī lāyā hūṇ vo dikhlāne
kaho pyār hai tum se
hāṇ hāṇ
o jānā kaho pyār hai tum se
hāṇ hai …