आसमाँ पे है खुदा और ज़मीं पे हम्
आसमाँ पे है खुदा और ज़मीं पे हम (2)
आजकल वो इस तरफ़ देखता है कम
आसमाँ पे है खुदा और ज़मीं पे हम
आजकल किसी को वो टोकता नहीं,
चाहे कुछ भी किजीये रोकता नहीं
हो रही है लुट मार फट रहे हैं बम
आसमाँ पे है खुदा और ज़मीं पे हम
आजकल वो इस तरफ़ देखता है कम
आसमाँ पे है खुदा और ज़मीं पे हम
किसको भेजे वो यहाँ हाथ थामने
इस तमाम भीड़ का हाल जानने
आदमी हैं अनगीनत देवता हैं कम
आसमाँ पे है खुदा और ज़मीं पे हम
आजकल वो इस तरफ़ देखता है कम
आसमाँ पे है खुदा और ज़मीं पे हम
जो भी है वो ठीक है ज़िक्र क्यों करें
हम ही सब जहाँ की फ़िक्र क्यों करें
जो भी है वो ठीक है ज़िक्र क्यों करें
हम ही सब जहाँ की फ़िक्र क्यों करें
जब उसे ही ग़म नहीं तो क्यों हमें हो ग़म
आसमाँ पे है खुदा और ज़मीं पे हम
आजकल वो इस तरफ़ देखता है कम
आसमाँ पे है खुदा और ज़मीं पे हम्
āsmāṇ pe hai khudā aur zamīṅ pe ham (2)
ājkal vo is taraf dekhtā hai kam
āsmāṇ pe hai khudā aur zamīṅ pe ham
ājkal kisī ko vo ṭoktā nahīṅ,
chāhe kuchh bhī kijīye roktā nahīṅ
ho rahī hai luṭ mār phaṭ rahe haiṅ bam
āsmāṇ pe hai khudā aur zamīṅ pe ham
ājkal vo is taraf dekhtā hai kam
āsmāṇ pe hai khudā aur zamīṅ pe ham
kisko bheje vo yahāṇ hāth thāmne
is tamām bhīṛ kā hāl jānne
ādmī haiṅ angīnat devtā haiṅ kam
āsmāṇ pe hai khudā aur zamīṅ pe ham
ājkal vo is taraf dekhtā hai kam
āsmāṇ pe hai khudā aur zamīṅ pe ham
jo bhī hai vo ṭhīk hai zikra kyoṅ kareṅ
ham hī sab jahāṇ kī fikra kyoṅ kareṅ
jo bhī hai vo ṭhīk hai zikra kyoṅ kareṅ
ham hī sab jahāṇ kī fikra kyoṅ kareṅ
jab use hī ġham nahīṅ to kyoṅ hameṅ ho ġham
āsmāṇ pe hai khudā aur zamīṅ pe ham
ājkal vo is taraf dekhtā hai kam
āsmāṇ pe hai khudā aur zamīṅ pe ham