आसमाँ पे चाँदनी का ... हाँ तो मैं क्या कह रहा था
मु: आसमाँ पे चाँदनी का एक दरिया बह रहा था
हाँ तो मैं क्या कह रहा था
ल: कह रहे थे तुम कहानी जब से आई है जवानी
मु: अब सुनो तुम बात आगे जब से ये अरमान जागे
रा: आज कौन सी तारीख़ है
ल: आज छब्बीस तारीख़ है
प्यार सपने बुन रहा है
मु: देखो कोई सुन रहा है
ल: माली है
बाग़ से कलियाँ चुन रहा है
मु: मैं तो धोखा खा गया था
ल: हं हं
ल: याद करते ये फ़साना तुम मुझे मत भूल जाना
मु: क्या दीवाना हूँ मैं कोई
जब से मेरी नींद खोई
रा: अरे हाँ ये कौन सा महीना है
ल: जनवरी
रुत सुहानी झूमती है
रा: ये पुलिस क्यूँ घूमती है
ल: हं अं अरे बाबा तुम्हें नहीं किसी चोर को ढूँढती है
दर्द-ए-फ़ुरक़त सह रहे थे
हाँ तो तुम कुछ कह रहे थे -3
mu: āsmāṇ pe chāṇdnī kā ek dariyā bah rahā thā
hāṇ to maiṅ kyā kah rahā thā
la: kah rahe the tum kahānī jab se āī hai javānī
mu: ab suno tum bāt āge jab se ye armān jāge
rā: āj kaun sī tārīkh hai
la: āj chhabbīs tārīkh hai
pyār sapne bun rahā hai
mu: dekho koī sun rahā hai
la: mālī hai
bāġh se kaliyāṇ chun rahā hai
mu: maiṅ to dhokhā khā gayā thā
la: haṅ haṅ
la: yād karte ye fasānā tum mujhe mat bhūl jānā
mu: kyā dīvānā hūṇ maiṅ koī
jab se merī nīṅd khoī
rā: are hāṇ ye kaun sā mahīnā hai
la: janavrī
rut suhānī jhūmtī hai
rā: ye pulis kyūṇ ghūmtī hai
la: haṅ aṅ are bābā tumheṅ nahīṅ kisī chor ko ḍhūṇḍhtī hai
dard-e-furaqat sah rahe the
hāṇ to tum kuchh kah rahe the -3