आशाओं के सावन में, उमंगों की बहार में
आशाओं के सावन में, उमंगों की बहार में
तुम मुझ को ढूंढो, मैं खो जाऊँ प्यार में
सूर से ये जीवन संगीत बना
तेरी पायल छनकी गीत बना
छमछम घूंगरु गाते हैं, आओ तुम्हें हम पहनाते हैं
गीत पीरों के इन साँसों के हार में
जलते अंगारों को छेड गई
रुत मन के तारों को छेड गई
मन में दिप जले सरगम से, सात सूरों के इस संगम से
ये सपनों के फूल खिले संसार में
āśhāoṅ ke sāvan meṅ, umaṅgoṅ kī bahār meṅ
tum mujh ko ḍhūṅḍho, maiṅ kho jāūṇ pyār meṅ
sūr se ye jīvan saṅgīt banā
terī pāyal chhankī gīt banā
chhamchham ghūṅgru gāte haiṅ, āo tumheṅ ham pahnāte haiṅ
gīt pīroṅ ke in sāṇsoṅ ke hār meṅ
jalte aṅgāroṅ ko chheḍ gaī
rut man ke tāroṅ ko chheḍ gaī
man meṅ dip jale sargam se, sāt sūroṅ ke is saṅgam se
ye sapnoṅ ke phūl khile saṅsār meṅ