Aashaaon ke saavan men ... main kho jaaoon pyaar men

आशाओं के सावन में ... मैं खो जाऊँ प्यार में
Work
Year
Language

ल: आशाओं के सावन में -2
उमंगों की बहार में
तुम मुझको ढूँढो मैं खो जाऊँ प्यार में
र: आशाओं के सावन …
ल: आशाओं के सावन …

र: सुर से ये जीवन संगीत बना
तेरी पायल छनकी गीत बना -2
ल: छम-छम घुँघरू गाते हैं -2
आओ-आओ तुम्हें हम पहनाते हैं
गीत पिरो के इन साँसों के हार में
र: आशाओं के सावन …

जलते अंगारों को छेड़ गई
रुत मन के तारों को छेड़ गई
ल: मन में दीप जले सरगम से
सात सुरों के इस संगम में
ये सपनों के फूल खिले संसार में
आशाओं के सावन …

la: āśhāoṅ ke sāvan meṅ -2
umaṅgoṅ kī bahār meṅ
tum mujhko ḍhūṇḍho maiṅ kho jāūṇ pyār meṅ
ra: āśhāoṅ ke sāvan …
la: āśhāoṅ ke sāvan …

ra: sur se ye jīvan saṅgīt banā
terī pāyal chhankī gīt banā -2
la: chham-chham ghuṇghrū gāte haiṅ -2
āo-āo tumheṅ ham pahnāte haiṅ
gīt piro ke in sāṇsoṅ ke hār meṅ
ra: āśhāoṅ ke sāvan …

jalte aṅgāroṅ ko chheṛ gaī
rut man ke tāroṅ ko chheṛ gaī
la: man meṅ dīp jale sargam se
sāt suroṅ ke is saṅgam meṅ
ye sapnoṅ ke phūl khile saṅsār meṅ
āśhāoṅ ke sāvan …