आरा मैं तो गिरी रे कोई संभालो
आरा मैं तो ( गिरी रे ) -4
( कोई संभालो ) -2
आर मैं तो ( गिरी रे ) -2
अर्ज़ है हुज़ूर से दूर ही दूर से
पीने का मज़ा लो जीने का मज़ा लो
आरा मैं तो गिरी रे …
प्यालियों को तोड़ दो शराब को छोड़ दो
नशा अगर चाहिए तो हमसे नाता जोड़ लो
आँखों से पिलाऊँगी प्यास बुझाऊँगी दुनिया भुलाऊँगी
अपने दिल में बसा लो
कोई संभालो
आरा मैं तो गिरी रे …
सबसे मुँह फेर दो एक नज़र हो इधर
मेरे इस जाम का नशा रहे उमर भर
ऐसा मज़ा आएगा जीते जी न जाएगा मस्त हो के गाएगा
कोई तो मुझको संभालो कोई संभालो
आरा मैं तो गिरी रे …
ārā maiṅ to ( girī re ) -4
( koī saṅbhālo ) -2
ār maiṅ to ( girī re ) -2
arz hai huzūr se dūr hī dūr se
pīne kā mazā lo jīne kā mazā lo
ārā maiṅ to girī re …
pyāliyoṅ ko toṛ do śharāb ko chhoṛ do
naśhā agar chāhie to hamse nātā joṛ lo
āṇkhoṅ se pilāūṇgī pyās bujhāūṇgī duniyā bhulāūṇgī
apne dil meṅ basā lo
koī saṅbhālo
ārā maiṅ to girī re …
sabse muṇh pher do ek nazar ho idhar
mere is jām kā naśhā rahe umar bhar
aisā mazā āegā jīte jī na jāegā mast ho ke gāegā
koī to mujhko saṅbhālo koī saṅbhālo
ārā maiṅ to girī re …