Aapse pyaar huaa aap khafaa ho baithe

आपसे प्यार हुआ आप ख़फ़ा हो बैठे
Work
Year
Language

आपसे प्यार हुआ आप ख़फ़ा हो बैठे
मिल के बैठे भी न थे और जुदा हाय जुदा हो बैठे

ओ ओ हाय साँस लेती हो तो क्‌या क़हर की लू चलती है
बू ये कहती है कोई दिल की सी शै जलती है
सुर्ख़ शोलों की तरह आप यह क्‌या हो बैठे
मिल के बैठे भी …

जोश पे हुस्न का तूफ़ान नज़र आता है
इश्क़ की मौत का समान नज़र आता है
और कश्ती से किनारे भी ख़फ़ा हो बैठे
मिल के बैठे भी …

ओ ओ हाय हर नज़र तीर सही देखिए एक बार हमें
मरना तक़दीर सही मौत से है प्यार हमें
खींचिए यूँ ना कमाँ तीर ख़फ़ा हो बैठे
मिल के बैठे भी …

āpse pyār huā āp khafā ho baiṭhe
mil ke baiṭhe bhī na the aur judā hāy judā ho baiṭhe

o o hāy sāṇs letī ho to k‌yā qahar kī lū chaltī hai
bū ye kahtī hai koī dil kī sī śhai jaltī hai
surkh śholoṅ kī tarah āp yah k‌yā ho baiṭhe
mil ke baiṭhe bhī …

jośh pe husn kā tūfān nazar ātā hai
iśhq kī maut kā samān nazar ātā hai
aur kaśhtī se kināre bhī khafā ho baiṭhe
mil ke baiṭhe bhī …

o o hāy har nazar tīr sahī dekhie ek bār hameṅ
marnā taqdīr sahī maut se hai pyār hameṅ
khīṅchie yūṇ nā kamāṇ tīr khafā ho baiṭhe
mil ke baiṭhe bhī …