आपने यूँ ही दिल्लगी की थी हम तो दिल की लगी समझ बैठे
आपने यूँ ही दिल्लगी की थी हम तो दिल की लगी समझ बैठे
आपने भी हमें न समझाया आप भी तो हँसी समझ बैठे
आपको याद भला क्या रहता हम तो यूँ ही मिले थे राहों में
दिल हमारे में आप थे लेकिन हम न थे आपकी निगाहों में
क्या हुआ आपने न पहचाना और हमें अजनबी समझ बैठे
आपने यूँ ही …
प्यार अपना तो एक तमाशा था और हम ख़ुद ही थे तमाशाई
आज दीवानगी हमें अपनी याद आई तो आँख भर आई
जल रहा था वो दिल हमारा ही हम जिसे चाँदनी समझ बैठे
आपने यूँ ही …
āpne yūṇ hī dillgī kī thī ham to dil kī lagī samajh baiṭhe
āpne bhī hameṅ na samjhāyā āp bhī to hṇsī samajh baiṭhe
āpko yād bhalā kyā rahtā ham to yūṇ hī mile the rāhoṅ meṅ
dil hamāre meṅ āp the lekin ham na the āpkī nigāhoṅ meṅ
kyā huā āpne na pahchānā aur hameṅ ajanbī samajh baiṭhe
āpne yūṇ hī …
pyār apnā to ek tamāśhā thā aur ham khud hī the tamāśhāī
āj dīvāngī hameṅ apnī yād āī to āṇkh bhar āī
jal rahā thā vo dil hamārā hī ham jise chāṇdnī samajh baiṭhe
āpne yūṇ hī …