आपन जीवन दरपन न्यारा -2
इसमें समाया रूप तिहारा
आपन जीवन दरपन न्यारा
आपन जीवन
जग की सेवा जीवन-रकशा
( जग की सेवा जीवन-रकशा
कर्मा तुम्हारे धर्म हमारा ) -2
रोगी मन को तुम्हरी आशा
जीवन-जल का तुमही से धारा
मन में समाया रूप तिहारा
आपन जीवन दरपन न्यारा
अन्धी आँख को तुम्हारा दरसन
दुख-बदरी में चमकता तारा
आ हा
भक्त को भी अपना सा बना दो -2
हाथ हों मेरे काम तुमहारा
मन में समाया रूप तिहारा
आपन जीवन दरपन न्यारा -2
āpan jīvan darpan nyārā -2
ismeṅ samāyā rūp tihārā
āpan jīvan darpan nyārā
āpan jīvan
jag kī sevā jīvan-rakśhā
( jag kī sevā jīvan-rakśhā
karmā tumhāre dharm hamārā ) -2
rogī man ko tumhrī āśhā
jīvan-jal kā tumhī se dhārā
man meṅ samāyā rūp tihārā
āpan jīvan darpan nyārā
andhī āṇkh ko tumhārā darasan
dukh-badrī meṅ chamaktā tārā
ā hā
bhakta ko bhī apnā sā banā do -2
hāth hoṅ mere kām tumhārā
man meṅ samāyā rūp tihārā
āpan jīvan darpan nyārā -2