Aap yahaan aaye kisliye? aapne bulaayaa isliye

आप यहाँ आये किसलिये? आपने बुलाया इसलिये
Year
Language

अ: आप यहाँ आये किसलिये?
क: आपने बुलाया इसलिये
अ: आये हैं तो काम भी बताइये
क: हां हां हां पहले ज़रा आप मुस्कुराइये
अ: मुस्कुराने की न कोई बात है
क: अजी देखिये तो क्‌या हसीन रात है
अ: ओह काम तो बताइये बताइये
क: न न न पहले ज़रा आप मुस्कुराइये
अ: आप यहाँ आये किसलिये??

क: तेरे बिना हाय
अ: क्‌या?
क: नींद नहीं आती है
अ: अच्छा?
क: याद तेरी आकर
अ: आहा
क: रोज़ तड़पाती है
अ: सचमुच?
क: अपना बनालो
अ: अ?
क: हाथ ज़रा थाम लो
अ: वाह वाह वाह
क: बार बार देखो ना
अ: क्‌या?
क: दिल से ही काम लो
अ: अरे बाबा काम तो बताइये
क: काम सीधा साधा है
अ: अच्छा?
क: अजी लेना एक वादा है
अ: क्‌या?
क: आजा आजा शादी का इरादा है, शादी का इरादा है
अ: शादी? और तुमसे?
क: हां हां! शादी का इरादा है
अ: शादी? ना बाबा ना
क: मगर क्‌यों??
अ: शादी तो बरबादी है
क: क्‌या कहती हो?
अ: नहीं जाती है आज़ादी है
क: नहीं नहीं मोना! सुनो तो …
अ: टा टा, बाई बाई …
क: ओह हो आप यहाँ आये किसलिये
आप ने बुलाया इसलिये
आये हैं तो काम भी बताइये
पहले ज़रा आप मुस्कुराइये

a: āp yahāṇ āye kisliye?
ka: āpne bulāyā isliye
a: āye haiṅ to kām bhī batāiye
ka: hāṅ hāṅ hāṅ pahle zarā āp muskurāiye
a: muskurāne kī na koī bāt hai
ka: ajī dekhiye to k‌yā hasīn rāt hai
a: oh kām to batāiye batāiye
ka: na na na pahle zarā āp muskurāiye
a: āp yahāṇ āye kisliye??

ka: tere binā hāy
a: k‌yā?
ka: nīṅd nahīṅ ātī hai
a: achchhā?
ka: yād terī ākar
a: āhā
ka: roz taṛpātī hai
a: sachmuch?
ka: apnā banālo
a: a?
ka: hāth zarā thām lo
a: vāh vāh vāh
ka: bār bār dekho nā
a: k‌yā?
ka: dil se hī kām lo
a: are bābā kām to batāiye
ka: kām sīdhā sādhā hai
a: achchhā?
ka: ajī lenā ek vādā hai
a: k‌yā?
ka: ājā ājā śhādī kā irādā hai, śhādī kā irādā hai
a: śhādī? aur tumse?
ka: hāṅ hāṅ! śhādī kā irādā hai
a: śhādī? nā bābā nā
ka: magar k‌yoṅ??
a: śhādī to barbādī hai
ka: k‌yā kahtī ho?
a: nahīṅ jātī hai āzādī hai
ka: nahīṅ nahīṅ monā! suno to …
a: ṭā ṭā, bāī bāī …
ka: oh ho āp yahāṇ āye kisliye
āp ne bulāyā isliye
āye haiṅ to kām bhī batāiye
pahle zarā āp muskurāiye