Aap ne yaad dilaayaa to mujhe yaad aayaa

आप ने याद दिलाया तो मुझे याद आया
Work
Year
Language

आप ने याद दिलाया, तो मुझे याद आया
के मेरे दिल पे पड़ा था कोई गम का साया

मैं भी क्या चीज़ हूँ, खाया था कभी तीर कोई
दर्द अब जाके उठा, चोट लगे देर हुई
तुम को हमदर्द जो पाया, तो मुझे याद आया

मैं ज़मीन पर हूँ ना समज़ा, ना परखना चाहा
आसमान पर ये कदम झूम के रखना चाहा
आज जो सर को झुकाया, तो मुझे याद आया

मैने भी सोच लिया, साथ निभाने के लिए
दूर तक आऊँगी मैं, तुम को मनाने के लिए
दिल ने एहसास दिलाया, तो मुझे याद आया

āp ne yād dilāyā, to mujhe yād āyā
ke mere dil pe paṛā thā koī gam kā sāyā

maiṅ bhī kyā chīz hūṇ, khāyā thā kabhī tīr koī
dard ab jāke uṭhā, choṭ lage der huī
tum ko hamdard jo pāyā, to mujhe yād āyā

maiṅ zamīn par hūṇ nā samazā, nā parakhnā chāhā
āsmān par ye kadam jhūm ke rakhnā chāhā
āj jo sar ko jhukāyā, to mujhe yād āyā

maine bhī soch liyā, sāth nibhāne ke lie
dūr tak āūṇgī maiṅ, tum ko manāne ke lie
dil ne ehsās dilāyā, to mujhe yād āyā