आप ने याद दिलाया तो मुझे याद आया
आप ने याद दिलाया तो मुझे याद आया
के मेरे दिल पे पड़ा था कोई ग़म का साया
आप ने याद दिलाया …
मैं भी क्या चीज़ हूँ खाया था कभी तीर कोई
दर्द अब जा के उठा चोट लगे देर हुई
तुमको हमदर्द जो पाया तो मुझे याद आया
के मेरे दिल पे पड़ा था कोई ग़म का साया …
मैं ज़मीं पर हूँ न समझा न परखना चाहा
आसमाँ पर ये कदम झूम के रखना चाहा
आज जो सर को झुकाया तो मुझे याद आया
के मेरे दिल पे पड़ा था कोई ग़म का साया …
लता: मैं ने भी सोच लिया साथ निभाने के लिये
दूर तक आऊंगी मैं तुमको मनाने के लिये
दिल ने एहसास दिलाया तो मुझे याद आया
के मेरे दिल पे पड़ा था कोई ग़म का साया …
āp ne yād dilāyā to mujhe yād āyā
ke mere dil pe paṛā thā koī ġham kā sāyā
āp ne yād dilāyā …
maiṅ bhī kyā chīz hūṇ khāyā thā kabhī tīr koī
dard ab jā ke uṭhā choṭ lage der huī
tumko hamdard jo pāyā to mujhe yād āyā
ke mere dil pe paṛā thā koī ġham kā sāyā …
maiṅ zamīṅ par hūṇ na samjhā na parakhnā chāhā
āsmāṇ par ye kadam jhūm ke rakhnā chāhā
āj jo sar ko jhukāyā to mujhe yād āyā
ke mere dil pe paṛā thā koī ġham kā sāyā …
latā: maiṅ ne bhī soch liyā sāth nibhāne ke liye
dūr tak āūṅgī maiṅ tumko manāne ke liye
dil ne ehsās dilāyā to mujhe yād āyā
ke mere dil pe paṛā thā koī ġham kā sāyā …