आप अपने नशे में जीते हैं हम ज़रा सी शराब्
आप अपने नशे में जीते हैं
हम ज़रा सी शराब पीते हैं
पाँव बहक के संभल जाते हैं
सर बहक जाए तो संभलता नहीं
दारू चढ़ के उतर जाती है
पैसा चढ़ जाए तो उतरता नहीं
मेरी आँखों में रहती है मस्ती
आपके सर पे सुरूर रहता है
पीते हम हैं मगर ये देखा है क्या देखा है
आपकी आँख लाल होती है
हम तो चलते हैं लड़खड़ा के मगर
आपकी चाल में चाल होती है
आप अपने नशे में …
āp apne naśhe meṅ jīte haiṅ
ham zarā sī śharāb pīte haiṅ
pāṇv bahak ke saṅbhal jāte haiṅ
sar bahak jāe to saṅbhaltā nahīṅ
dārū chaṛh ke utar jātī hai
paisā chaṛh jāe to utartā nahīṅ
merī āṇkhoṅ meṅ rahtī hai mastī
āpke sar pe surūr rahtā hai
pīte ham haiṅ magar ye dekhā hai kyā dekhā hai
āpkī āṇkh lāl hotī hai
ham to chalte haiṅ laṛkhaṛā ke magar
āpkī chāl meṅ chāl hotī hai
āp apne naśhe meṅ …