आओगे जब तुम ओ साजना
अंगना फूल खिलेंगे
बरसेगा सावन झूम झूम के
दो दिल ऐसे मिलेंगे
नैना तेरे कजरारे हैं
नैनो पे हम दिल हारे हैं
अंजाने ही तेरे नैनो ने
वादे किये कई सारे हैं
साँसों की लय मद्धम चलें तोसे कहे
बरसेगा सावन झूम झूम के
दो दिल ऐसे मिलेंगे
चंदा को ताकूँ रातों में
है ज़िंदगी तेरे हाथों में
पलकों पे झिलमिल तारें हैं
आना भरी बरसातों में
सपनों का जहां होगा खिला खिला
बरसेगा सावन झूम झूम के
दो दिल ऐसे मिलेंगे
आओगे जब तुम ओ साजना
Work
Year
Language
āoge jab tum o sājnā
aṅgnā phūl khileṅge
barsegā sāvan jhūm jhūm ke
do dil aise mileṅge
nainā tere kajrāre haiṅ
naino pe ham dil hāre haiṅ
aṅjāne hī tere naino ne
vāde kiye kaī sāre haiṅ
sāṇsoṅ kī lay maddham chaleṅ tose kahe
barsegā sāvan jhūm jhūm ke
do dil aise mileṅge
chaṅdā ko tākūṇ rātoṅ meṅ
hai ziṅdgī tere hāthoṅ meṅ
palkoṅ pe jhilmil tāreṅ haiṅ
ānā bharī barsātoṅ meṅ
sapnoṅ kā jahāṅ hogā khilā khilā
barsegā sāvan jhūm jhūm ke
do dil aise mileṅge