आओ मिल जाएं हम सुगंध और सुमन की तरह्
आओ मिल जाएं हम सुगंध और सुमन की तरह
एक हो जाएं चलो जान और बदन की तरह
1) दिल के मन्दिर में सजा रखी है मूरत तेरी
मेरे जीने की तो सूरत है ये सूरत तेरी
रात दिन साथ रहें सीने में धड़कन की तरह, आओ…
2) एक जीवन की खुशी तुमने दी इक इक पल में
भर दिया सारे जग का प्यार मेरे आँचल में
प्यार का एक भी पल प्यारा है जीवन की तरह, आओ…
āo mil jāeṅ ham sugaṅdh aur suman kī tarah
ek ho jāeṅ chalo jān aur badan kī tarah
1) dil ke mandir meṅ sajā rakhī hai mūrat terī
mere jīne kī to sūrat hai ye sūrat terī
rāt din sāth raheṅ sīne meṅ dhaṛkan kī tarah, āo…
2) ek jīvan kī khuśhī tumne dī ik ik pal meṅ
bhar diyā sāre jag kā pyār mere āṇchal meṅ
pyār kā ek bhī pal pyārā hai jīvan kī tarah, āo…