आओ-आओ होनहार ओ प्यारे बच्चे ... तक-तक धुम-धुम्
ल: आओ आओ होनहार ओ प्यारे बच्चे
प्यारे बच्चे, उमर के कच्चे, बात के सच्चे
जीवन की एक बात बुताऊँ -2
मुसीबतों से डरो नहीं
बुज़दिल बन के मरो नहीं
रोते-रोते क्या है जीना
नाचो दुख में तान के सीना -2
को: तक तक धुम धुम -20
ल: रात अंधियारी हो, घिरी घटायें कारी हों
रास्ता सुनसान हो, आँधी और तूफ़ान हों
मंज़िल तेरी दूर हो -2
पाँव तेरे मजबूर हों
तो क्या करोगे
रुक जाओगे
को: ना
ल: तो क्या करोगे
को: तक तक धुम धुम -20
ल: ओ
इन्सानों के दुःख हल्कान, करके अपना सब क़ुरबान
बेबस का घर बस जाये, अपना घर जो उजड़ जाये
औरों को करके आबाद -2
हुये अगर जो तुम बरबाद
तो क्या करोगे
रोओगे
को: ना
ल: तो क्या करोगे
को: तक तक धुम धुम -20
ल: ओ
जग में घोर लड़ाई हो, वतन पे आफ़त आई हो
घर में घुसे लुटेरे हों, आज़ादी को घेरे हों
बन्दूकों की मार हो -2
बड़े-बड़े लाचार हों
तो क्या करोगे
डर जाओगे
को: ना
ल: तो क्या करोगे
को: तक तक धुम धुम -20
la: āo āo honhār o pyāre bachche
pyāre bachche, umar ke kachche, bāt ke sachche
jīvan kī ek bāt butāūṇ -2
musībtoṅ se ḍaro nahīṅ
buzdil ban ke maro nahīṅ
rote-rote kyā hai jīnā
nācho dukh meṅ tān ke sīnā -2
ko: tak tak dhum dhum -20
la: rāt aṅdhiyārī ho, ghirī ghaṭāyeṅ kārī hoṅ
rāstā sunsān ho, āṇdhī aur tūfān hoṅ
maṅzil terī dūr ho -2
pāṇv tere majbūr hoṅ
to kyā karoge
ruk jāoge
ko: nā
la: to kyā karoge
ko: tak tak dhum dhum -20
la: o
insānoṅ ke duḥakh halkān, karke apnā sab qurbān
bebas kā ghar bas jāye, apnā ghar jo ujaṛ jāye
auroṅ ko karke ābād -2
huye agar jo tum barbād
to kyā karoge
rooge
ko: nā
la: to kyā karoge
ko: tak tak dhum dhum -20
la: o
jag meṅ ghor laṛāī ho, vatan pe āfat āī ho
ghar meṅ ghuse luṭere hoṅ, āzādī ko ghere hoṅ
bandūkoṅ kī mār ho -2
baṛe-baṛe lāchār hoṅ
to kyā karoge
ḍar jāoge
ko: nā
la: to kyā karoge
ko: tak tak dhum dhum -20