Aankhon se kaajal kee lekar siyaahee ... mere pahle-pahle pyaar

आँखों से काजल की लेकर सियाही ... मेरे पहले-पहले प्यार्
Work
Year
Language

( आँखों से काजल की लेकर सियाही
लिखा है ये ख़त सनम तेरे नाम
मेरे पहले-पहले प्यार
मेरे पहले-पहले प्यार
तुझे मेरा सलाम ) -2
आँखों से काजल की लेकर सियाही

आ हा हा
( दिल को बनाया काग़ज़ का टुकड़ा
उस पर लिखा मैंने फ़ुरक़त का दुखड़ा ) -2
तुम बिन न सुबह मेरी तुम बिन न शाम

मेरे पहले-पहले प्यार
मेरे पहले-पहले प्यार
तुझे मेरा सलाम
आँखों से काजल की लेकर सियाही

आ हा हा
( परदेस जिस दिन से तुम हो सिधारे
रातें गुज़ारूँ मैं गिन-गिन के तारे ) -2
अश्क़ों के वास्ता या आहों से काम

मेरे पहले-पहले प्यार
मेरे पहले-पहले प्यार
तुझे मेरा सलाम
आँखों से काजल की लेकर सियाही
लिखा है ये ख़त सनम तेरे नाम
मेरे पहले-पहले प्यार
मेरे पहले-पहले प्यार
तुझे मेरा सलाम
आँखों से काजल की लेकर सियाही

( āṇkhoṅ se kājal kī lekar siyāhī
likhā hai ye khat sanam tere nām
mere pahle-pahle pyār
mere pahle-pahle pyār
tujhe merā salām ) -2
āṇkhoṅ se kājal kī lekar siyāhī

ā hā hā
( dil ko banāyā kāġhaz kā ṭukaṛā
us par likhā maiṅne furaqat kā dukhaṛā ) -2
tum bin na subah merī tum bin na śhām

mere pahle-pahle pyār
mere pahle-pahle pyār
tujhe merā salām
āṇkhoṅ se kājal kī lekar siyāhī

ā hā hā
( pardes jis din se tum ho sidhāre
rāteṅ guzārūṇ maiṅ gin-gin ke tāre ) -2
aśhqoṅ ke vāstā yā āhoṅ se kām

mere pahle-pahle pyār
mere pahle-pahle pyār
tujhe merā salām
āṇkhoṅ se kājal kī lekar siyāhī
likhā hai ye khat sanam tere nām
mere pahle-pahle pyār
mere pahle-pahle pyār
tujhe merā salām
āṇkhoṅ se kājal kī lekar siyāhī