Aankhon pe bharosaa mat kar

आँखों पे भरोसा मत कर्
Work
Year
Language

र: आँखों पे भरोसा मत कर दुनिया जादू का खेल है
हर चीज़ यहाँ एक धोखा हर बात यहाँ बेमेल है
गी: ओ मतवाले हँस ले गा ले ले जीने का मज़ा
इस दुनिया की भीड़ में तू भी मेरी तरह तनहा बन जा
र: आँखों पे भरोसा …

र: कहने को तो सब कहते हैं इस बात में क्‌या रखा है
पर यह तो कोई बतलाए क्‌या झूठा है क्‌या सच्चा है
गी: हम दीवाने बस यह जाने जो कुछ है सो अच्छा है
र: आँखों पे भरोसा …

र: इस राह के हम सब राही पहचान है ये पल भर की
कल को जुदा कर देगी हमको लहर इस जीवन की
गी: जीने वाले जी बहला ले कल सोचेंगे फिर कल की
र: आँखों पे भरोसा …

ra: āṇkhoṅ pe bharosā mat kar duniyā jādū kā khel hai
har chīz yahāṇ ek dhokhā har bāt yahāṇ bemel hai
gī: o matvāle hṇs le gā le le jīne kā mazā
is duniyā kī bhīṛ meṅ tū bhī merī tarah tanhā ban jā
ra: āṇkhoṅ pe bharosā …

ra: kahne ko to sab kahte haiṅ is bāt meṅ k‌yā rakhā hai
par yah to koī batlāe k‌yā jhūṭhā hai k‌yā sachchā hai
gī: ham dīvāne bas yah jāne jo kuchh hai so achchhā hai
ra: āṇkhoṅ pe bharosā …

ra: is rāh ke ham sab rāhī pahchān hai ye pal bhar kī
kal ko judā kar degī hamko lahar is jīvan kī
gī: jīne vāle jī bahlā le kal socheṅge phir kal kī
ra: āṇkhoṅ pe bharosā …