Aankhon men tumhaare jalve hain honthon pe

आँखों में तुम्हारे जलवे हैं होंठों पे
Year
Language

( आँखों में तुम्हारे जलवे हैं -2 होंठों पे तुम्हारे अफ़साने
बेताबी-ए-दिल से तंग आकर पहुँचे हैं यहाँ तक दीवाने

सहारा बेक़सों का है यही इन्साफ़ का घर है
कोई भी हो यहाँ पर मरतबा सबका बराबर है
यहाँ से मांगने वाला कभी खाली नहीं जाता
जहाँ बिगड़ी हुई तक़दीर बनती है ये वो दर है
तक़दीर के कब तक ज़ुल्म सहें तुमसे न कहें तो किससे कहें -2
ये दर्द-ए-मोहब्बत क्‌या शै है बेदर्द ज़माना क्‌या जाने
बेताबी-ए-दिल से तंग …

तुम्हारी आस्ताने से जो हम नाक़ाम जाएँगे
गुज़रती है जो इस दिल पर वो रो-रो के सुनाएँगे
या दिल की कली अब खिल जाए या ख़ाक़ में हस्ती मिल जाए -2
ऐ शमा तेरे जलवों की क़सम जलकर ही रहेंगे परवाने
बेताबी-ए-दिल से तंग …

( āṇkhoṅ meṅ tumhāre jalve haiṅ -2 hoṅṭhoṅ pe tumhāre afsāne
betābī-e-dil se taṅg ākar pahuṇche haiṅ yahāṇ tak dīvāne

sahārā beqsoṅ kā hai yahī insāf kā ghar hai
koī bhī ho yahāṇ par maratbā sabkā barābar hai
yahāṇ se māṅgne vālā kabhī khālī nahīṅ jātā
jahāṇ bigaṛī huī taqdīr bantī hai ye vo dar hai
taqdīr ke kab tak zulm saheṅ tumse na kaheṅ to kisse kaheṅ -2
ye dard-e-mohabbat k‌yā śhai hai bedard zamānā k‌yā jāne
betābī-e-dil se taṅg …

tumhārī āstāne se jo ham nāqām jāeṇge
guzartī hai jo is dil par vo ro-ro ke sunāeṇge
yā dil kī kalī ab khil jāe yā khāq meṅ hastī mil jāe -2
ai śhamā tere jalvoṅ kī qasam jalkar hī raheṅge parvāne
betābī-e-dil se taṅg …