Aankhon men teree ajabsee ajabsee adaayen hain

आँखों में तेरी अजबसी अजबसी अदायें हैं
Year
Language

आँखों में तेरी अजबसी अजबसी अदायें हैं
दिल को बना दे जो पतंग साँसे ये तेरी वो हवायें हैं
आयी ऐसी रात है जो बहुत खुशनसीब है
चाहे जिसे दूर से दुनिया वो मेरे क़रीब है
कितना कुछ कहना है फिर भी दिल में सवाल कहीं
सपनों में जो रोज़ कहा है, वो फिर से कहूं या नहीं
तेरे साथ साथ ऐसा कोई नूर आया है
चांद तेरी रोशनी का हल्कासा एक साया है
तेरी नज़रों ने दिल का किया जो हश्र असर ये हुआ
अब इन में ही डूब के हो जाऊं पार यही है दुआ

āṇkhoṅ meṅ terī ajabsī ajabsī adāyeṅ haiṅ
dil ko banā de jo pataṅg sāṇse ye terī vo havāyeṅ haiṅ
āyī aisī rāt hai jo bahut khuśhansīb hai
chāhe jise dūr se duniyā vo mere qarīb hai
kitnā kuchh kahnā hai phir bhī dil meṅ savāl kahīṅ
sapnoṅ meṅ jo roz kahā hai, vo phir se kahūṅ yā nahīṅ
tere sāth sāth aisā koī nūr āyā hai
chāṅd terī rośhnī kā halkāsā ek sāyā hai
terī nazroṅ ne dil kā kiyā jo haśhr asar ye huā
ab in meṅ hī ḍūb ke ho jāūṅ pār yahī hai duā