आँखों में पली पलकों पे चली ... जब तू मुस्कराती है
आँखों में पली पलकों पे चली
जुग जुग जिये ओ मेरी लाडली
आँखों में पली …
जब तू मुस्कराती है ज़िंदगी बढ़ जाती है
काँटा भी ना चुभने पाए मेरी कली
आँखों में पली …
हो ना उदास कभी ये खिलता चेहरा
तुम पर है मेरी ममता का पहरा
आँचल में बिठा ले जाऊँ जाए तू जिस गली
आँखों में पली …
तेरी खातिर मैं कुछ भी कर जाऊँ
इन्सान तो इन्सान मैं रब से लड़ जाऊँ
तेरे साँसों से जीवन की ये ज़ंजीर बांध ली
आँखों में पली …
किस्मत ने पूछा दूँ तुझको क्या
या हीरे मोती या ऊँचा दर्जा
हमने सब कुछ छोड़ के तुझ सी गुड़िया मांग ली
आँखों में पली …
अब सूरज दिन में चमके ना चमके
रातों को चन्दा निकले ना निकले
तेरी यादों की मन में जोत है जली
आँखों में पली …
āṇkhoṅ meṅ palī palkoṅ pe chalī
jug jug jiye o merī lāḍlī
āṇkhoṅ meṅ palī …
jab tū muskrātī hai ziṅdgī baṛh jātī hai
kāṇṭā bhī nā chubhne pāe merī kalī
āṇkhoṅ meṅ palī …
ho nā udās kabhī ye khiltā chehrā
tum par hai merī mamtā kā pahrā
āṇchal meṅ biṭhā le jāūṇ jāe tū jis galī
āṇkhoṅ meṅ palī …
terī khātir maiṅ kuchh bhī kar jāūṇ
insān to insān maiṅ rab se laṛ jāūṇ
tere sāṇsoṅ se jīvan kī ye zaṅjīr bāṅdh lī
āṇkhoṅ meṅ palī …
kismat ne pūchhā dūṇ tujhko kyā
yā hīre motī yā ūṇchā darjā
hamne sab kuchh chhoṛ ke tujh sī guṛiyā māṅg lī
āṇkhoṅ meṅ palī …
ab sūraj din meṅ chamke nā chamke
rātoṅ ko chandā nikle nā nikle
terī yādoṅ kī man meṅ jot hai jalī
āṇkhoṅ meṅ palī …