Aankhon men intazaar kee duniyaa liye huye

आँखों में इन्तज़ार की दुनिया लिये हुये
Work
Year
Language

आँखों में इन्तज़ार की दुनिया लिये हुये -2
बैठी हूँ
बैठी हूँ दिल में तेरी तमन्ना लिये हुये -2
आँखों में इन्तज़ार की दुनिया लिये हुये

बन जावो तुम बहार दिल-ए-नामुराद की -2
आ जावो ज़िन्दगी का सहारा लिये हुये -2

बैठी हूँ दिल में तेरी तमन्ना लिये हुये
आँखों में इन्तज़ार की दुनिया लिये हुये

हर सिम्त ढूँढती हैं
हर सिम्त ढूँढती हैं तुम्हीं को निगाह-ए-ज़ौक -2
पहलू में अपने दर्द तुम्हारा लिये हुये -2

बैठी हूँ दिल में तेरी तमन्ना लिये हुये
आँखों में इन्तज़ार की दुनिया लिये हुये

āṇkhoṅ meṅ intazār kī duniyā liye huye -2
baiṭhī hūṇ
baiṭhī hūṇ dil meṅ terī tamannā liye huye -2
āṇkhoṅ meṅ intazār kī duniyā liye huye

ban jāvo tum bahār dil-e-nāmurād kī -2
ā jāvo zindgī kā sahārā liye huye -2

baiṭhī hūṇ dil meṅ terī tamannā liye huye
āṇkhoṅ meṅ intazār kī duniyā liye huye

har simt ḍhūṇḍhtī haiṅ
har simt ḍhūṇḍhtī haiṅ tumhīṅ ko nigāh-e-zauk -2
pahlū meṅ apne dard tumhārā liye huye -2

baiṭhī hūṇ dil meṅ terī tamannā liye huye
āṇkhoṅ meṅ intazār kī duniyā liye huye