Aanevaalee hai, aanevaalee hai milan kee gharee

आनेवाली है, आनेवाली है मिलन की घड़ी
Work
Year
Language

आनेवाली है (4) आनेवाली है मिलन की घड़ी
ना पूछो मेरा हाल यारों ना पूछो मेरा हाल यारों
होके जुदा मैं प्यार से रहा कई साल यारों
आनेवाली है मिलन की घड़ी (2)

(गुजरी है कैसे जुदाई की रातें
उसको बताऊंगा मैं सारी बातें ) - 2
हद से ज्यादा मुहब्बत करूंगा
बाहों में भरके उसे चूम लूंगा
रब ने सुनली मेरी दुआ
मैं दीवाना ऐसा हुआ बदल गयी
चलो यारों
आनेवाली है मिलन की घड़ी (2)

(मिलने को वो भी मचलती होगी
रातों को करवट बदलती होगी ) - 2
सीने से साड़ी सरकती तो होगी
हाथों की चूड़ी खनकती तो होगी
आती होगी उसको शरम
बहके होंगे उसके कदम
खुले होंगे बाल यारों
आनेवाली है मिलन के घड़ी (2)

ना पूछो मेरा हाल यारों - 2
होके जुदा मैं प्यार से रहा कै साल यारों
आनेवाली है मिलन के घड़ी

ānevālī hai (4) ānevālī hai milan kī ghaṛī
nā pūchho merā hāl yāroṅ nā pūchho merā hāl yāroṅ
hoke judā maiṅ pyār se rahā kaī sāl yāroṅ
ānevālī hai milan kī ghaṛī (2)

(gujrī hai kaise judāī kī rāteṅ
usko batāūṅgā maiṅ sārī bāteṅ ) - 2
had se jyādā muhabbat karūṅgā
bāhoṅ meṅ bharke use chūm lūṅgā
rab ne sunlī merī duā
maiṅ dīvānā aisā huā badal gayī
chalo yāroṅ
ānevālī hai milan kī ghaṛī (2)

(milne ko vo bhī machaltī hogī
rātoṅ ko karavaṭ badaltī hogī ) - 2
sīne se sāṛī saraktī to hogī
hāthoṅ kī chūṛī khanaktī to hogī
ātī hogī usko śharam
bahke hoṅge uske kadam
khule hoṅge bāl yāroṅ
ānevālī hai milan ke ghaṛī (2)

nā pūchho merā hāl yāroṅ - 2
hoke judā maiṅ pyār se rahā kai sāl yāroṅ
ānevālī hai milan ke ghaṛī