Aandhiyaan gham kee yoon chaleen

आँधियाँ ग़म की यूँ चलीं
Work
Year
Language

आँधियाँ ग़म की यूँ चलीं
( आँधियाँ ग़म की यूँ चलीं
बाग़ उजड़ के रह गया ) -2
( समझे थे आसरा जिसे
वो भी बिछड़ के रह गया ) -2
आँधियाँ ग़म की यूँ चलीं
बाग़ उजड़ के रह गया

( पूछो ना माजरा-ए-ग़म
उजड़े हैं इस तरह से हम ) -2
घर का चराग़ क्‌या बुझा -2
घर ही उजड़ के रह गया

आँधियाँ ग़म की यूँ चलीं
बाग़ उजड़ के रह गया

( मुझ पर भी आई थी बहार
थोड़ी सी देर को मगर ) -2
हँसते ही आँसू आ गये -2
रंग बिगड़ के रह गया

आँधियाँ ग़म की यूँ चलीं
बाग़ उजड़ के रह गया
आँधियाँ ग़म की यूँ चलीं

āṇdhiyāṇ ġham kī yūṇ chalīṅ
( āṇdhiyāṇ ġham kī yūṇ chalīṅ
bāġh ujaṛ ke rah gayā ) -2
( samjhe the āsrā jise
vo bhī bichhaṛ ke rah gayā ) -2
āṇdhiyāṇ ġham kī yūṇ chalīṅ
bāġh ujaṛ ke rah gayā

( pūchho nā mājrā-e-ġham
ujaṛe haiṅ is tarah se ham ) -2
ghar kā charāġh k‌yā bujhā -2
ghar hī ujaṛ ke rah gayā

āṇdhiyāṇ ġham kī yūṇ chalīṅ
bāġh ujaṛ ke rah gayā

( mujh par bhī āī thī bahār
thoṛī sī der ko magar ) -2
hṇste hī āṇsū ā gaye -2
raṅg bigaṛ ke rah gayā

āṇdhiyāṇ ġham kī yūṇ chalīṅ
bāġh ujaṛ ke rah gayā
āṇdhiyāṇ ġham kī yūṇ chalīṅ