आना है तो चले आओ सुहानी शाम है
आ: आना है तो चले आओ सुहानी शाम है
ऐसे में आपसे दिल को ज़रूरी काम है
र: हमको भी तो क़सम ले लो कहाँ आराम है
पहलू में दर्द है लब पे तुम्हारा नाम है
आ: इतना ही तुमसे हमको था कहना
दिल में समाना दिल ही में रहना -2
इस दिल को तुमसे यही काम है
आना है तो चले आओ …
र: है डाली-डाली उल्फ़त की माला
रंगों में डूबा फूलों का प्याला -2
जैसे मुहब्बत का इक जाम है
हमसे भी तो क़सम ले लो …
आ: हल्का सा अब तो करके इशारा
डूबते हुए को देना सहारा
तेरी ही नज़रों का ये काम है
आना है तो चले आओ …
ā: ānā hai to chale āo suhānī śhām hai
aise meṅ āpse dil ko zarūrī kām hai
ra: hamko bhī to qasam le lo kahāṇ ārām hai
pahlū meṅ dard hai lab pe tumhārā nām hai
ā: itnā hī tumse hamko thā kahnā
dil meṅ samānā dil hī meṅ rahnā -2
is dil ko tumse yahī kām hai
ānā hai to chale āo …
ra: hai ḍālī-ḍālī ulfat kī mālā
raṅgoṅ meṅ ḍūbā phūloṅ kā pyālā -2
jaise muhabbat kā ik jām hai
hamse bhī to qasam le lo …
ā: halkā sā ab to karke iśhārā
ḍūbte hue ko denā sahārā
terī hī nazroṅ kā ye kām hai
ānā hai to chale āo …