आना है तो आ राह में, कुछ फेर नहीं है
आना है तो आ राह में, कुछ फेर नहीं है
भगवान के घर देर है, अन्धेर नहीं है
आना है तो …
जब तुझसे न सुलझें तेरी उलझनें
?
भगवान खुद ही तेरी मुश्किलों को आसान करेगा
जो तू नहीं कर पाया तो भगवान करेगा
आना है तो …
कहने की ज़रूरत नहीं आना ही बहुत है
इस दर पे तेरा शीश झुकाना ही बहुत है
जो कुछ है तेरे दिल में वो सब उसको खबर है
बन्दे तेरे हर हाल पे मालिक को नज़र है
आना है तो …
ānā hai to ā rāh meṅ, kuchh pher nahīṅ hai
bhagvān ke ghar der hai, andher nahīṅ hai
ānā hai to …
jab tujhse na suljheṅ terī ulajhneṅ
?
bhagvān khud hī terī muśhkiloṅ ko āsān karegā
jo tū nahīṅ kar pāyā to bhagvān karegā
ānā hai to …
kahne kī zarūrat nahīṅ ānā hī bahut hai
is dar pe terā śhīśh jhukānā hī bahut hai
jo kuchh hai tere dil meṅ vo sab usko khabar hai
bande tere har hāl pe mālik ko nazar hai
ānā hai to …