आके तेरी बाहों में हर शाम लगे सिंदूरी
आके तेरी बाहों में हर शाम लगे सिंदूरी
मेरे मन को महकाए तेरे मन की कस्तूरी
आके तेरी बाहों में …
महकी हवाएं उड़ता आंचल हाय घुंघराले काले बादल
प्रेम सुधा नैनों से बरसे पी लेने को जीवन तरसे
बाहों में कस लेने दे प्रीत का चुम्बन देने दे
इन अधरों से छलक न जाए यौवन रस अंगूरी
आके तेरी बाहों में …
सुन्दरता का बहता सागर तेरे लिए है रूप की गागर
इन्द्रधनुष के रंग चुराऊं तेरी सूनी मांग सजाऊं
दो फूलों के खिलने का वक़्त यही है मिलने का
आजा मिल के आज मिटा दें थोड़ी सी ये दूरी
आके तेरी बाहों में …
āke terī bāhoṅ meṅ har śhām lage siṅdūrī
mere man ko mahkāe tere man kī kastūrī
āke terī bāhoṅ meṅ …
mahkī havāeṅ uṛtā āṅchal hāy ghuṅghrāle kāle bādal
prem sudhā nainoṅ se barse pī lene ko jīvan tarse
bāhoṅ meṅ kas lene de prīt kā chumban dene de
in adhroṅ se chhalak na jāe yauvan ras aṅgūrī
āke terī bāhoṅ meṅ …
sundartā kā bahtā sāgar tere lie hai rūp kī gāgar
indradhnuṣh ke raṅg churāūṅ terī sūnī māṅg sajāūṅ
do phūloṅ ke khilne kā vaqt yahī hai milne kā
ājā mil ke āj miṭā deṅ thoṛī sī ye dūrī
āke terī bāhoṅ meṅ …