आजा सनम, मधुर चाँदनी में हम तुम मिले तो वीराने में भी आ जाएगी बहार
आजा सनम
मधुर चाँदनी में हम तुम मिले तो वीराने में भी आ जाएगी बहार
झुमने लगेगा आसमान, झुमने लगेगा आसमान
कहता है दिल और मचलता है दिल
मोरे साजन ले चल मुझे तारों के पार
लगता नहीं है दिल यहाँ, लगता नहीं है दिल यहाँ
भीगी भीगी रात में, दिल का दामन थाम ले
खोई खोई जिंदगी, हर दम तेरा नाम ले
चाँद की बहकी नज़र, कह रही है प्यार कर
जिंदगी है एक सफ़र, कौन जाने कल किधर
दिल ये चाहे आज तो, बादल बन उड़ जाऊँ मैं
दुल्हन जैसा आसमां, धरती पर ले आऊँ मैं
चाँद का डोला सजे, धूम तारों में मचे
झूम के दुनिया कहें, प्यार में दो दिल मिले
ājā sanam
madhur chāṇdnī meṅ ham tum mile to vīrāne meṅ bhī ā jāegī bahār
jhumne lagegā āsmān, jhumne lagegā āsmān
kahtā hai dil aur machaltā hai dil
more sājan le chal mujhe tāroṅ ke pār
lagtā nahīṅ hai dil yahāṇ, lagtā nahīṅ hai dil yahāṇ
bhīgī bhīgī rāt meṅ, dil kā dāman thām le
khoī khoī jiṅdgī, har dam terā nām le
chāṇd kī bahkī nazar, kah rahī hai pyār kar
jiṅdgī hai ek safar, kaun jāne kal kidhar
dil ye chāhe āj to, bādal ban uṛ jāūṇ maiṅ
dulhan jaisā āsmāṅ, dhartī par le āūṇ maiṅ
chāṇd kā ḍolā saje, dhūm tāroṅ meṅ mache
jhūm ke duniyā kaheṅ, pyār meṅ do dil mile