आजा कर ले मुक़ाबिला ये बाज़ी प्यार की
र: आजा कर ले मुक़ाबिला ये बाज़ी प्यार की
हो जाए फ़ैसला ये बाज़ी प्यार की
गी: कहती हूँ मान जा ऐ नादां मान जा
उल्फ़त के खेलों में ख़तरा है जान का
र: आजा कर ले मुक़ाबिला …
चाल मेरी मस्तानी हर क़दम मेरा तूफ़ानी
र: वहाँ भी दिल वालों ने मर मिटने की ठानी
गी: अच्छा तो होशियार ऐ नादाँ होशियार
आजा फिर झूम के मेरे भोले शिकार
र: आजा कर ले मुक़ाबिला …
र: रूप मिला है माना पर जोश न खाओ इतना
गी: बात करो मत बढ़के देखेंगे जिगर है कितना
र: तन कर जो आओगे देखो पछताओगे
कल से इस राह से कतरा के जाओगे
र: आजा कर ले मुक़ाबिला …
ra: ājā kar le muqābilā ye bāzī pyār kī
ho jāe faislā ye bāzī pyār kī
gī: kahtī hūṇ mān jā ai nādāṅ mān jā
ulfat ke kheloṅ meṅ khatrā hai jān kā
ra: ājā kar le muqābilā …
chāl merī mastānī har qadam merā tūfānī
ra: vahāṇ bhī dil vāloṅ ne mar miṭne kī ṭhānī
gī: achchhā to hośhiyār ai nādāṇ hośhiyār
ājā phir jhūm ke mere bhole śhikār
ra: ājā kar le muqābilā …
ra: rūp milā hai mānā par jośh na khāo itnā
gī: bāt karo mat baṛhke dekheṅge jigar hai kitnā
ra: tan kar jo āoge dekho pachhtāoge
kal se is rāh se katrā ke jāoge
ra: ājā kar le muqābilā …