को: ल लल्लल , ल लल्लल्ल
आज उनसे पहली मुलाक़ात होगी,
फिर आमने सामने बात होगी
फिर होगा क्या, क्या पता क्या खबर - 2
(अनदेखा अन्जाना मुखड़ा कैसा होगा
ना जाने वो चाँद का टुकड़ा कैसा होगा) - 2
मिलते ही उनसे हाय दिल में,
एक बेक़रारी सी दिन रात होगी
फिर होगा क्या
को: या यय्यय , या ययय
(बैठें होंगे रास्ते पे वो आँखें बिछाये
हर आहट पे सोचते होंगे, साजन आये ) - 2
क्या हाल होगा, वहाँ कुछ ना पूछो
दिल में उमंगों कि बरात होगी
फिर होगा क्या
(खुलके होंगी तन्हाई में दिल की बातें
प्यासे तनमन पे होंगी रिम-झिम बरसातें ) - 2
ऐ मेरे दिल ये भी तो सोच ले तू
कोई सहेली अगर साथ होगी
फिर होगा क्या
ko: la lallal , la lallall
āj unse pahlī mulāqāt hogī,
phir āmne sāmne bāt hogī
phir hogā kyā, kyā patā kyā khabar - 2
(andekhā anjānā mukhaṛā kaisā hogā
nā jāne vo chāṇd kā ṭukaṛā kaisā hogā) - 2
milte hī unse hāy dil meṅ,
ek beqrārī sī din rāt hogī
phir hogā kyā
ko: yā yayyay , yā yayay
(baiṭheṅ hoṅge rāste pe vo āṇkheṅ bichhāye
har āhaṭ pe sochte hoṅge, sājan āye ) - 2
kyā hāl hogā, vahāṇ kuchh nā pūchho
dil meṅ umaṅgoṅ ki barāt hogī
phir hogā kyā
(khulke hoṅgī tanhāī meṅ dil kī bāteṅ
pyāse tanaman pe hoṅgī rim-jhim barsāteṅ ) - 2
ai mere dil ye bhī to soch le tū
koī sahelī agar sāth hogī
phir hogā kyā