Aaj un se pahlee mulaakaat hogee

आज उन से पहली मुलाकात होगी
Year
Language

आज उन से पहली मुलाकात होगी
फिर आमने सामने बात होगी
फिर होगा क्या, क्या पता, क्या खबर

अनदेखा अन्जाना मुखड़ा कैसा होगा?
ना जाने वो चाँद का टूकड़ा कैसा होगा?
मिलते ही उन से नज़र, हाय दिल में
एक बेकरारी सी दिनरात होगी

बैठे होंगे रस्ते पे वो आँखे बिछाये
हर आहट पे सोचते होंगे, साजन आये
क्या हाल होगा वहाँ, कुछ ना पूछो
दिल में उमंगों की बारात होगी

खुल के होंगी तनहाई में दिल की बातें
प्यासे तनमन पे होंगी, रिमझिम बरसातें
ए मेरे दिल ये भी तो सोच ले तू
कोई सहेली अगर साथ होगी

āj un se pahlī mulākāt hogī
phir āmne sāmne bāt hogī
phir hogā kyā, kyā patā, kyā khabar

andekhā anjānā mukhaṛā kaisā hogā?
nā jāne vo chāṇd kā ṭūkaṛā kaisā hogā?
milte hī un se nazar, hāy dil meṅ
ek bekrārī sī dinrāt hogī

baiṭhe hoṅge raste pe vo āṇkhe bichhāye
har āhaṭ pe sochte hoṅge, sājan āye
kyā hāl hogā vahāṇ, kuchh nā pūchho
dil meṅ umaṅgoṅ kī bārāt hogī

khul ke hoṅgī tanhāī meṅ dil kī bāteṅ
pyāse tanaman pe hoṅgī, rimjhim barsāteṅ
e mere dil ye bhī to soch le tū
koī sahelī agar sāth hogī