आज तुमसे दूर होकर, ऐसे रोया मेरा प्यार
चांद रोया साथ मेरे, रात रोई बार बार
कुछ तुम्हारी बंदिशें हैं, कुछ हैं मेरे दायरे
जब मुक़द्दर ही बने दुश्मन तो कोई क्या करे
इस मुक़द्दर पर किसीका, क्या है आख़िर इख्तियार
हर तमन्ना से जुदा मैं, हर खुशी से दूर हूं
जी रहा हूं, क्योंकि जीने के लिए मजबूर हूं
मुझको मरने भी ना देगा, ये तुम्हारा इंतज़ार
आज तुमसे दूर होकर, ऐसे रोया मेरा प्यार
Work
Year
Language
āj tumse dūr hokar, aise royā merā pyār
chāṅd royā sāth mere, rāt roī bār bār
kuchh tumhārī baṅdiśheṅ haiṅ, kuchh haiṅ mere dāyre
jab muqaddar hī bane duśhman to koī kyā kare
is muqaddar par kisīkā, kyā hai ākhir ikhtiyār
har tamannā se judā maiṅ, har khuśhī se dūr hūṅ
jī rahā hūṅ, kyoṅki jīne ke lie majbūr hūṅ
mujhko marne bhī nā degā, ye tumhārā iṅtज़ār