आज तुमसे दूर हो कर, ऐसे रोया मेरा प्यार्
आज तुमसे दूर हो कर, ऐसे रोया मेरा प्यार
चाँद रोया साथ मेरे, रात रोयी बार बार
कुछ तुम्हारे बंदिशें हैं, कुछ हैं मेरे दायरे
जब मुक़द्दर ही बने दुश्मन तो कोई क्या करे
हाय कोई क्या करे,
इस मुकद्दर पर किसीका, क्या है आखिर इख्तियार
चाँद रोया साथ मेरे, रात रोयी बार बार …
हर तमन्ना से जुदा मैं, हर खुशी से दूर हूँ
जी रहा हूँ, क्योंकि जीने के लिये मजबूर हूँ
हाय मैं मजबूर हूँ
मुझको मरने भी न देगा, ये तुम्हारा इन्तज़ार
चाँद रोया साथ मेरे, रात रोयी बार बार …
āj tumse dūr ho kar, aise royā merā pyār
chāṇd royā sāth mere, rāt royī bār bār
kuchh tumhāre baṅdiśheṅ haiṅ, kuchh haiṅ mere dāyre
jab muqaddar hī bane duśhman to koī kyā kare
hāy koī kyā kare,
is mukaddar par kisīkā, kyā hai ākhir ikhtiyār
chāṇd royā sāth mere, rāt royī bār bār …
har tamannā se judā maiṅ, har khuśhī se dūr hūṇ
jī rahā hūṇ, kyoṅki jīne ke liye majbūr hūṇ
hāy maiṅ majbūr hūṇ
mujhko marne bhī na degā, ye tumhārā intazār
chāṇd royā sāth mere, rāt royī bār bār …