Aaj sochaa to aansoo bhar aae

आज सोचा तो आँसू भर आए
Year
Language

आज सोचा तो आँसू भर आये
मुद्दते हो गयी मुस्कुराये

हर कदम पर उधर मुड के देखा
उनकी महफ़िल से हम उठ तो आये

रह गयी जिन्दगी दर्द बन के
दर्द दिल में छूपाये छूपाये

दिल की नाजुक रगे टूटती हैं
याद इतना भी कोई ना आये

āj sochā to āṇsū bhar āye
muddte ho gayī muskurāye

har kadam par udhar muḍ ke dekhā
unkī mahafil se ham uṭh to āye

rah gayī jindgī dard ban ke
dard dil meṅ chhūpāye chhūpāye

dil kī nājuk rage ṭūṭtī haiṅ
yād itnā bhī koī nā āye