आज न जाने पागल मनवा काहे को घबराए
आज न जाने पागल मनवा काहे को घबराए
हिच-हिच हिचकी आए रे तबियत बिचकी-बिचकी जाए
जब देखूँ अलबेला आँचल दिल पर बिजली टूटे
रूप नशीला एक झलक में दिल की दुनिया लूटे
कोई शराबी मद का प्याला जैसे पी के आए
हिच-हिच हिचकी आए …
होश हमारे बन्दी बन कर हो गए नौ दो ग्यारह
किस मुश्किल में जान फँसी है अपने बज गए बारह
रूप की गर्मी शोला बन कर दिल में आग लगाए
हिच-हिच हिचकी आए …
āj na jāne pāgal manvā kāhe ko ghabrāe
hich-hich hichkī āe re tabiyat bichkī-bichkī jāe
jab dekhūṇ albelā āṇchal dil par bijlī ṭūṭe
rūp naśhīlā ek jhalak meṅ dil kī duniyā lūṭe
koī śharābī mad kā pyālā jaise pī ke āe
hich-hich hichkī āe …
hośh hamāre bandī ban kar ho gae nau do gyārah
kis muśhkil meṅ jān phṇsī hai apne baj gae bārah
rūp kī garmī śholā ban kar dil meṅ āg lagāe
hich-hich hichkī āe …