Aaj mere paas rahnaa kuchh sunnaa kuchh kahnaa

आज मेरे पास रहना कुछ सुनना कुछ कहना
Year
Language

अ: आज मेरे पास रहना कुछ सुनना कुछ कहना
ये रात है तेरा साथ है क्‌या बात है
कु: आज मेरे पास रहना …

अ: तन मेरा प्यासा मन प्यासा है बरसों से मेरे सजना
आज तो बरसेगा खुल के प्यार तेरा मेरे अंगना
कु: हो तन मेरा प्यासा …
अ: प्यास बुझा अंग लगा दिल न जला मेरे सजना
ये रात है तेरा साथ है …

कु: दिल कहता है मेरा ये मैं तुझमें खो जाऊँ
फिर न जुदा कर पाए कोई ऐसे तेरा हो जाऊँ
हम तुम जवां और ये शमां होगा कहां मेरी सजनी
ये रात है तेरा साथ है …

a: āj mere pās rahnā kuchh sunnā kuchh kahnā
ye rāt hai terā sāth hai k‌yā bāt hai
ku: āj mere pās rahnā …

a: tan merā pyāsā man pyāsā hai barsoṅ se mere sajnā
āj to barsegā khul ke pyār terā mere aṅgnā
ku: ho tan merā pyāsā …
a: pyās bujhā aṅg lagā dil na jalā mere sajnā
ye rāt hai terā sāth hai …

ku: dil kahtā hai merā ye maiṅ tujhmeṅ kho jāūṇ
phir na judā kar pāe koī aise terā ho jāūṇ
ham tum javāṅ aur ye śhamāṅ hogā kahāṅ merī sajnī
ye rāt hai terā sāth hai …