Aaj mere naseeb ne mujhko rulaa rulaa diyaa

आज मेरे नसीब ने मुझको रुला रुला दिया
Work
Year
Language

(आज मेरे नसीब ने मुझको रुला रुला दिया)-2
बीते दिनों की याद ने फिर मेरा दिल दुखा दिया
आज मेरे नसीब्…

(लूट लिया मेरा करार फिर ? दिल-ए-बेकरार ने)-2
दर्द ने मेरे चैन को ख़ाक़ में फिर मिला दिया
आज मेरे नसीब्…

(लाऊँ कहाँ से मैं वो दिल)-2
तुमको जो प्यार कर सके
जिसमे बसे हुए थे वो, मैं ने वो दिल गँवा दिया
आज मेरे नसीब्…

(अश्क़ जो थे रुके रुके, आज वो फिर बरस पड़े) -2
ऐ मेरी नामुरादियों, तुमने मुझे मिटा दिया
आज मेरे नसीब ने …

(āj mere nasīb ne mujhko rulā rulā diyā)-2
bīte dinoṅ kī yād ne phir merā dil dukhā diyā
āj mere nasīb…

(lūṭ liyā merā karār phir ? dil-e-bekrār ne)-2
dard ne mere chain ko khāq meṅ phir milā diyā
āj mere nasīb…

(lāūṇ kahāṇ se maiṅ vo dil)-2
tumko jo pyār kar sake
jisme base hue the vo, maiṅ ne vo dil gṇvā diyā
āj mere nasīb…

(aśhq jo the ruke ruke, āj vo phir baras paṛe) -2
ai merī nāmurādiyoṅ, tumne mujhe miṭā diyā
āj mere nasīb ne …